Sunday, 15 November 2015

Shaam Ko Sogwaar Kartay Rahay Ham Tera Intezaar Kartay Rahay

Shaam Ko Sogwaar Kartay Rahay
Ham Tera Intezaar Kartay Rahay
TU Tou Kaar-e-Jahan Mein Tha Masroof Aur Hum Tujh Se Pyaar Kartay Rahay
Kis Lye Vasl Ki Kahani Mein Hijr Ko Hissaydaar Kartay Rahay
Dil Ko Bas Mubtala-e-Gha RakhaWehshaton Ka Shumaar
Kartay Rahay

No comments:

Post a Comment